Bhule Hai Kuch Is Tarha Hamein Ke
Aapko Samjana Bhi Mushkil Hogaya,
Kya Pata Koi Khata Ho Gayi Humse
Ya Koi Aur Aapke Zyada Kareeb Hogaya…
---------------------------**%*%**-------------------------
kon kehta hai k aadmi apni kismat khud likhta hy…
agar yeh sach hy tu kismat mein dard kon likta hy…?
----------------------------------****-------------------------------
jab hum uspar apna haq jataane lage
bina kuch kahey aansu bahaane lage
wo chal diye haath mera chhod kar
or wo door jaate hue muskuraane lage
---------------------------------------------------****-------------------------------------------
Ro-ro kar Likhte-likhte raat guzar jayegi
Shabdo ke zariye dil ki baat nikal jayegi
Aur na kaho humse dil ke zakhm dikhane ko
Varna ankho me chupi ansuo ki barsat nikal jayegi
Dilo ki Daastan UNHE kahan Kabool thi
Meri Dosti UNKE liye Fizool thi
Koi Aas nahi lekin Itna to bata Do
Maine Apna mana AAPKO, Kya bas Yehi Meri Bhool thi
Thukra ke usne mujhko, kaha ki muskuraao!
Maine has diya, aakhir sawal uski khushi ka tha
Maine khoya woh jo mera tha hi nahi
Usne khoya wo jo sirf usii ka tha
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda
Zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda
Vaada kiya sitaron ne saath dene ka
Subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda